namaz rakats 5 namaz ki rakat in urdu


السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ

Namaz Rakats 5 Namaz ki rakat in urdu


Note : Niyat Dil ke Arade ka naam Hai zuban Se Niyat Karna Zaroori Nahi Hai
Jab Namaz Ke Liye Uthte Ho Wazoo Karte Ho To Namaz Ke liye Niyat He karte Ho

Namaz e Fajr ki Niyat Aur Total rakats

Kul  4 Rakat hai Fajar ki namaz ki
  1.  2 Sunnat 
  2.  2 Farz

Niyat sab se phely 2 Sunnat ki ni yat

Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Sunnat (Sunnat Rasool Allah SAW ki) Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Fajr.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

Niyat phir 2 Farz  ki ni yat

Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Farz Waste Allah Rab ul Izzat Kyy.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)




Namaz e Zohar Ki Total rakate aur Niyat 

Zohar ki namaz ki Total 12 rakats hai
  1. Phely 4 Sunnat
  2. Phir  4 Farz
  3. Phir 2 Sunnat
  4. Phir 2 Nifl
Niyat ka tarika 

4 Sunnat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 4 Rakat namaz Sunnat (Sunnat Rasool Allah SAW ki) Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Zohar .
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)



4 Farz ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 4 Rakat namaz Farz Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Zohar .
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

2 sunnat ki niyat ka Tarika ye hai  

Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Sunnat (Sunnat Rasool Allah SAW ki) Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Zohar.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

2 Nafil ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Nafil  Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Zohar.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)





Asar namaz ki total rakats aur niyat

Asar  ki Kul 8 Rakats hain

  1. 4 Sunnat 
  2. 4 Farz
4 Sunnat ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 4 Rakat namaz Sunnat (Sunnat Rasool Allah SAW ki) Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Asar.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر) 

4 Farz ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 4 Rakat namaz Farz Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Asar.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)




Maghrib ki namaz ki  Total 7 Rakats hain
  1. 3 Farz
  2. 2 Sunnat
  3. 2 Nafil
Maghrib kay 3 Faraz ki niyat ka Tarika

Niyat karta hu (karti hu) 3 Rakat namaz Farz Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Maghrib .
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

Maghrib  ki 2 Sunnat ki niyat Ka tarika


Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Sunnat (Sunnat Rasool Allah SAW ki) Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Maghrib .
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

Maghrib  kay 2 Nafal ki niyat Ka tarika


Niyat karta hu (karti hu) 3 Rakat namaz Nafil Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Maghrib .
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)


Isha ki namaz ki niyat aur Total Rakatas

Isha ki namaz ki total  17 Rakatas hai 

  1. 4 Sunnat
  2. 4 Faraz
  3. 2 Sunnat
  4. 2Nafil
  5. 3 Witer
  6. 2 Nafil

4 Sunnat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 4 Rakat namaz Sunnat (Sunnat Rasool Allah SAW ki) Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Isha.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)



4 Farz ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 4 Rakat namaz Farz Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Isha.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

2 sunnat ki niyat ka Tarika ye hai  

Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Sunnat (Sunnat Rasool Allah SAW ki) Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Isha.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

2 Nafil ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Nafil  Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Isha.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)


3 witer ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 3 Rakat namaz Witer Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Isha.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

2 Nafil ki niyat ka Tarika ye hai 

Niyat karta hu (karti hu) 2 Rakat namaz Nafil  Waste Allah Rab ul Izzat Kyy waqat namaz e Isha.
Mun tarf kabatullah ke Allah u akbar  (الله أكبر)

      Post a Comment

      0 Comments