How to pray Jummah Namaz Juma ki niyat

﷽  السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ

juma ki namaz ka tarika aur niyat
         juma ki namaz ka tarika aur niyat


Umeed karta hu ap sab (In sha Allah) khariyat se hon gy meri Dua hai Allah rab ul Izzat aap logon ko  khush o khurram rakhay,Chaliye Agay bartay hai aaj ke Mazmoon ki tarf joke hai Juma ki namaz ka tarika.




Namaz juma ki niyat

Sab se phela sawaal ye hai ke Jumma ke din Niyat Zohar ki karni hai ya juma ki namaz ki toh uss ka jawab ye hai ke juma ki din Juma ku hee Niyat karni hai na ke Zohar ki.

Niyat Dil ke irade ka naam hai..

jummah prayer rakats aur Tarteeb
Ab dusara sawal ye hai ke jumma ki rakat kitni tadad me parni hain aur Tarteeb kea honi chaheye, Toh juma ki namaz ki total 14 rakat hain.

Tarteeb Ye hai

1:  4 Sunnat

2:  2 Farz

3:  4 Sunnat

4:  2 Sunnat

5:  2 Nafil

Juma ki hadees
Juma ki bare me hadith aur mazeed tafseel ke liye Video Watch Karen.

Juma ki duain











Post a Comment

0 Comments